"Mazhab nahi sikhata aapas me bair rakhna", toh seekha hee tha hum sabne bachpan me.
Par mazhab ke naam pe kalesh laane me hamesa khamyaab hua hai insaan, yeh humne dekha aur jaana bade hokar, iss duniya ka asli sach.
Kis duniya me jee rahe hai hum?
Yeh sawal toh aaj kal puchna bhi munasib naa raha.
Ghor kalyug se jujh joh rahe hai hum sab.
Ghor kalyug se jujh joh rahe hai hum sab.
- Vikram Thakur
14 APR 2018 AT 14:11