It hurts to wait for someone, who is never coming back again ππβ % &
-
Tears can be more special then smile,
Because smile can be given to anyone,but tears are only shed for the one we Love....β % &-
Yeh samaye kucch yesa hai....
Kya pata kaisa hai.....
Ajeeb sa hal hai...
Kya pata kaisa mera hal hai...
Samaye accha ho toh logh baath karne ko waqt dhundhte hai....
Kharab samaye mai waqt na dene ke liye waqt dhundte hai....
Yeh samaye kucch yesa hai.....
Kya pata kaisa hai.......
-
Kucch dard kisiko bataye nahi jate.
kucch dard undar chupaye nahi jate.
Bhulun toh kaise Bhulun kucch dard istarha zakhm dete hai ki bhule bhi bhulaye nahi jate....π€-
Tere liye kucch bhi karne ko taiyar hun...
Tere liye haar khussi kurban karne ko taiyar hun....
Tu haan kahe toh khusi khusi yeh jahan chorne ko taiyar hun....-
Yeh raat Q chup si hai lagta hai kucch kehna chati haiβΊοΈ
Tere dil ke jaisa undar he undar Bohot Kucch chupai baithi hai-
Tu samandar mai kinara
Ghul raha hun tere undar aahista aahista
Kucch yesa Rishta hai humara-
Q fikr karte ho chala jaunga mai....
Khuss ho jana uss din mai nahi rahunga jis din...
Pyaar ki Q kadar nahi iss duniya mai koi na mujhsa pyaar koi na karega.
Q fikr karte ho chala jaunga mai..
Dur ja ke bhi yaad aaogi tum bus fark itna hoga mera duniya hawa pe or tu zameen pe....
Q fikr karte ho chala jaunga mai....-