Har sawal ka Jawab ho yeh zaroori nhi ha,
Aur Har andhera ka bad ek sawara ho yeh zaroori nhi ha....
kabhi kabar andhera aur Jawab dono hi adhure reh jata ha.....-
Trying to express the pain & feeling on words.....
Mulakatein
Kuch mulakat adhoori reh jati ha...lafzh byan krna chahoge par kar nhi paoge...Hothon pa bhut kuch hoga byan krna ko..par kuch bol nhi paoge....bas us safar, mulakat ki yad ma reh jaoge...sochoge phir milenga...us mulakat k Liya tadap jaoge...par mulakat nhi hoga...Bas mukhdar pa chordenga aur I intezar kroge uss mulakat k liye.....-
Aeh zindagi tu bhi bhut Kamal ha....asi raste pa khada kar diya Na jasbat bache aur na hi Lafzh...chup hoon kyu ki..waqt shi nhi ha...jis din Mera muqadar badlega..us din ma nhi Mera Kam bolega...
-
LIFE is always Unexpected.
Tum chahe Kitna bhi koshish karlo sab kuch thik karna ki sari galtiyan sudharna ki par tabhi kuch Asa hojata ha jo apka soch sa bilkul pare hota ha...jisse aap Chah kar bhi samajh ya thik nhi Kar paoge...phir aap qismat ko ya khud ko hi Dosh doge...Yhi chiz hum sab ko kamzor bnadeti ha..aur is se ubhar na bhut mushkil hojata ha-
Kuch iss Tarah halat hogya ha aaj...kuch iss Tarah halat hogya hai...
ki aaj apna hi shehar ana ma sochna par rha ha...Ghar ana Failure nhi ha....Par ek mayusi aajati ha apna hi ghar ana ma...
Aeh Kismat Tera bada Karz ha muz pe Dhire Dhire sab chuka dunga....aur apni kismat badlunga....-
Career ki Daud
Career ki daud ma hum sab Asa bhag rha ha ki jeena hi bhul gya...zindagi jeena k Liya ha aur hum sab Career, increments, promotion, and most important Paiso k piche bhag rha ha...jeena k Liya paise jaruri ha but iska Matlab yeh nhi ki jeena bhul jaye...hum hoteliers ko lagta ha off k din apni life enjoy krenga...but hum ma sa kafhi log off k din soke guzarta ha ya toh yeh soch kar ki kaise aga bade...par life ek bar milti ha dosto toh life ka Har moments Hume enjoy krna toh bnta ha na...life ka dusra nam problems bhi ha toh kya sab sa darke hum jeena hi chor de....kabhi waqt Mila toh sochna aur nikal paro duniya ki Sair krna.....-
Adhuri Batein
- Kabhi kabhi lagta ha ki bas Jake use bol dun ki Ha ha mujhe Pyar tumhse... mujhe acha lagta ha tumhse bat karna tumhare bare ma Jan na...phir lagta ha yeh dosti bhi tut jayegi...ya phir voh nhi samjhegi....Par kisi ko bhulna itna asan nhi ha...jab aap Pyar krte ha tab sirfh pyar dikhta ha naki uska colour aur age difference... ha ma bhi manta hu ki tum Umar ma bade ho mujhse par yar Pyar Umar dekh kar thodi Hota...pyar toh bas ho jata ha...Aur abh yhi adhuri batein dil ma dard Banti ja rhi ha.....-
Nikal pada hu raste par apni manzil dhundne abh na rukne wala hum aur humare irade abh bas kadar ha toh manzil ki.....
Ek tarfa pyar, aur feelings ko dafhna kar abh bas apna rasta bna na ha....
Manzil mila ya nhi bas akela hi khush rehna ha bhut hogya intezar abh apna manzil aur zimmedariyon ka bojh sambhalna ........-
Arz kiya ha....
Jo kehte ha payar ma darad bhut ha, pyar dard deta ha....
Me kehta hu janab Dard pyar nhi balki, umeede detah ha...
isliya pyar nhi balki umeedain dard det ha isliya pyar karo toh umeed mat rakho.
-
Aaj is duniya na apna chehra dikha diya ha....aaj samaj agya ha sidha ban na sabsa badi galti thi life ki...aaj tak laga ki life ma kuch bhi hojaye safh dil ka ban k rhunga par yeh galti thi... Safh Aur sidha banke kuch nhi mila voh inzam lage Jo mna kbhi kiya hi nhi bas abh nhi...insan ko dhakha lagna k bad hi samajma ata ha...abh Caring nature ka hona band abh matlabi ban na ha....-