Kisi ko samjhne ke liye sath bitaye kuch pal he kafi hote hai
Un par apni puri zindagi zaya karne ki zaroorat nahi hai
-
рдореЗрд░реА рдЪреБрдкреНрдкреА рдмрд╣реБрдд рд╕реЗ рд░рд╛рдЬрд╝ рдЦреЛрд▓рддреА рд╣реИ
рдореЗрд░реА рдХрд▓рдо рдЬрдм рднреА рдЪрд▓рддреА рд╣реИ
рдмрд╣реБрдд рдХреБрдЫ рдмреЛрд▓рдд... read more
Ya
karti hai hisab
Din ke har peher ka
Kya khoya
Kya paya
Kon yaad rha
Kise bhoolaya
Kha shi tha
Kha galat tha
Dohrati hai un tamam baaton ko
Jo aksar nazar andaaz ho jaya karti hai-
Yha mazboot se mazboot loha bhi tut jata hai
Kayi jhoothe ikathe ho to sachcha bhi tut jata hai...-
Yaadon ka janjaal hai
Na tutta hai
Na bikharta hai
Bas bunta hi chla ja rha hai nayi yaadon ke sath!-
Ek main thi aaine k bhitar
Ek main thi aaine k bahar
Ek sach tha aaine k bhitar
Ek jhooth tha aaine k bahar
Ek shor tha aaine k bhitar
Ek chup thi aaine k bahar
Ek sukun tha aaine k bhitar
Ek udasi thi aaine k bahar
Ek khwahish thi aaine k bhitar
Ek kismat thi aaine k bahar
Ek aazad thi aaine k bhitar
Ek tamam bediyon me giraft thi aaine k bahar...-
Suraj ko pakne me
Chand ko bujhne me
Ankur ko fotne me
Mosam ka mizaz badalne me
Majhi ko us paar jane me
Rahgeer ko manjil pane me
Nayi soch ko panpne me
sach ka ek ghonth halak se utarne me
Samaye to lagega...-
Yha toh sabhi sabko azmate hai
Hai koi hamari nazron me doshi toh
Kisi ki nazron me hum bhi toh doshi hai
To phir,
Duniya se kya shikayat
-
Kuch logo ki fitrat kbhi nahi badalti badaltein hai to bas rang girgit ki tarha.-
рдпреВрдБ рддреЛ рд╕рднреА рд╣реИ
рдордЧрд░ рдЧреМрд░ рд╕реЗ рджреЗрдЦреЛ рддреЛ рдЕрдХреЗрд▓рд╛ рд╣реВрдБ рдореИрдВред-
рдЬрд╣рд╛рдБ рдФрд░рдд рдХрд╛ рдЕрдкрдорд╛рди рд╣реЛрддрд╛ рд╣реИ
рд╡рд╣рд╛рдБ рд╕реЗ рдмрд░рдХрдд рднреА рдЪрд▓реА рдЬрд╛рддреА рд╣реИ-