Kaash tum yeh samajh paate
Ki is kambhakt "kaash" se
Roz Kitna ladhta hu mein !
-P.M-
IG :- vanshita__74
Twitter :- vanshita_parmar
Quora :- vanshita p... read more
Tum samjh nahi paye ,
Mein badal nahi rha tha ,
Khatam ho rha tha !!
-
APART
Voh mujhse he lipat Kar rota Hain
Kisi or ko paane ke liye ! 🥀-
Tere jaane ke baad samjhi hoon,
Jaane waalon ko rokte kyun hain.
-
Ahemiyat Teri ,
Tere Jaane ke baad samajh aayi . Rat Kya Hain , mujhe uss rat ke bad samajh aaye !!-
"Zindagi ka falsafa bhi kitna ajeeb hain,
Shaamein kat'ti nahi,Aur saal guzarte jaa rahe hain"
-
Diya,
Bujhne se pehle bohut tez jalega, fir ek dum se bujh jayega.
Koi aayega,
Tumhe, apna sab kuch banayega, ek dum khass batlayega, phir
ch'od ke chala jayega !!-
Mein Jitna hasti Hun na
Utna hi roti hu kahin
Haan aadha badh gayi hu aage
Phir bhi aadha hu wahi !-
Jaane do na Jo chuka hain
Kon kab kha ruka hain
Baat yeh fizool hain
Inhe bhul Jaane do !-
Maana mausam bhi badalte Hain par dheere dheere ,
Tere badalne ki raaftar se toh hawaayen bhi hairaan Hain !!-