Vanshika Gupta   (A pure soul❤)
259 Followers · 246 Following

read more
Joined 5 January 2018


read more
Joined 5 January 2018
2 JUL 2020 AT 21:18










.............

-


30 JUN 2020 AT 17:50

Kya hai yeh khel zindagi ka...
Kisko le jayega kisko sataega...
Yeh toh waqt ke sath khelta hai...
Kahi na kahi, kisi na kisi ko toh zarur rulaega...
Doob jaoge tum iski gehraiyon mai kuch iss tarah...
Na hi apno ke liye ruk paoge na hi alvida keh paoge...
Alvida keh paoge....

-


12 MAY 2020 AT 22:09

Duniya theher gayi ek jagah tumhare aate hi...
Aur log kehte hai konkhaas aa gya...
Muskurahat dastak deti hai labon ko tumhare kadmon ke sath..
Aur yeh anjaan kehte hai konsa geet hawa mai cha gaya..
Ghum ho jaate hai jo kuch khwaabo mai tumhare duniya se bekhabar hokr..
Aur yeh aam log kehte hai ki konsa nasha krke tu iss qadar suroor mai aa gya... ❤️✍️

-


7 MAY 2020 AT 23:21

Kya mere marne ke baad bhi tum mere reh paogi...
Kya mere bin puche mere sawaloon ka jawaab de paogi...
Gumm jaunga mai kisi gehre dariya mai...
Kya tum mujhe waha mil jaogi?
Kya tum sirf meri hi reh paogi?
Cheen lunga aasmann se ya chura lu baadlon se... Yeh sb toh kabhi ni smjha maine...
Mai toh bs tumse hi puchna chahta hu...
Ki jab mai tumhri nazron se ojhal hunga..
Toh kya tum mujhe, beshak khoj laogi... Kya tum meri hi reh jaogi...?
Mai darta nii bas mukar jata hu har baar iss khyal se...
Kya tum mere baad bhi meri hi reh paogi... Ya chali jaogi kisi aur ke sang aur bhul jaogi mujhe.... Kya sach mai tum aisa kr paogi...?
Ya bs meri hi ban kr reh jaogi... Reh jaogi...??

-


28 APR 2020 AT 23:02



................. Tasveer..............
.................... तस्वीर................
.......... (read in caption)......

-


23 APR 2020 AT 15:27

Tu hai mera Ya mai sirf khwab mai hu?
Zindagi jee paunga kya tere sath ya mai sirf ek- hazaarr mai hu...
Seh leta hu teri berukhi mai pal pal... Kya kru tu bta mai toh tere pyar mai hu...
Khush hu ya nahi? Kuch khabar nahi bs tere hi wafa ke intezar mai hu ..
Har pal teri yaado se ghira rehta hu... Tu hi bta mai hu khud mai ya khud hi khud ka kuch aks hu...
Doob gya hu tere waado mai kuch yun... Samajh hi nahi paata tu hai bhi ya mai kisi mirage mai hu...

-


21 APR 2020 AT 8:20

To SHANTI,
(From shikara)

(CAPTION)


By Shiv Dhar
(tik tik master)

-


19 APR 2020 AT 0:47




............. SAFAR..........
(Read in the caption)


-


20 MAR 2020 AT 15:40

Tujhe bayan krne ka socha toh alfaazo mai tujhe samet na paye...
Tu ehsaas ki door mai bandha hai kuch yun iss dil se, tujhe shabdo mai hum kisi ko samjha na paye...
Tu wo mehak hai meri adrak wali chai ki jiske bina wo kuch bhi nahi...
Tu khanak hai meri un baaliyon ki jinki uske bina kuch kadar nahi...
Tu wo manzil hai meri... Jiske liye mujhe pal bhar ka bhi sabar nahi... Sabar nahi... ❤️❣️

-


15 FEB 2020 AT 22:31

Kab tak yun chupate rahoge....
Yun mujhse nazre churate rahoge...
Baarish ki tarah kyu fitrat rakhte ho apne ishq ki....
Ki bas jab mann aaya tabhi zamin se miloge....
Koi toh hai jo behadd intezar kartahai tumhara....
Kya uski palko mai aansu laate rahoge... Laate rahoge....?
Jeevan hai kabhi rok na lag jaye ispar...
Sach puchta hu kya iss zindagi mai rulate rahoge ya satate rahoge...?
Khushi zyada palo se ni chnd se mil jayegi... Bs yeh bta do tum bhi itna hi ishq krte ho... Ya bas muskurate rahoge... satate rahoge???

-


Fetching Vanshika Gupta Quotes