Jo kuch bhi prem se jeeta ja skta hai ;
Usse baki kisi aur shram se kaha jeeta ja skta hai;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈ-
Because my religion is love β€β
My love is my mahadev β€β
A true Shivholic β€β
Hindi... read more
Hume Chune ki lalasa mein woh bhasm he hua hai ,
Jo jism ka pyasa hai ;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-
Tmhe pane ki chahat mein jo mushkilat na mile ,
Toh fir yeh betakluf saza kya hai ?
Khuda(shiv) se khuda(shiv) mang rahi hun mai,
Mohabbat mein isse bari Raza kya hai ?
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-
Mai uski taraf hun ,
Woh kisi aur ki taraf ,
Aur ishq "tarafdari" ka khel bhi nahi ;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-
Maan pe chahe lakhon chot lage ,
Ghaw wahi gine jate hai,
Jo aankhon se dikhayi dete hai ;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ
-
Kisi ne kuch yun farmaya humse ,
"Ki jis ram ko tum prem manti ho na,
prem samjhti ho na,
Wo prem nhi "kalpana" hai tmhari ;"
Mera jawab muskura kr usko yahi tha ,
"Ki kbhi socha na tha,
ki mere prem si Sundar meri kalpana ho jayegi ;"
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-
Mujhe mohabbat ke mayne pta hai,
Woh Jism pe bhasm ki tarah hai,
toh rooh pe solah shringar ki tarah;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ
-
Hr koi apna hai ,
Pr sirf tb tk ,
Jb tk ,
"Apno" ka asli rang na dikhe ;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-
Faisla chahe kch bhi raha ,
Sada krishna ki vahmangi bani Rahi ;
Hoslon mein chatan si,
Krishna sang radha ki tarah rukmani rahi ;
VaishnaviβοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ
-
Mere kareeb toh sirf wahi aa sakta hai Gauri,
Jo prem ke sbse kareeb hai ;
Vaishnavi βοΈπΈβ€οΈπ€πβοΈπΊ-