Dekhte dekhte is saal ka bhi aakhiri din aa gaya,
Kaafi yaadein ikkatha kar li hai maine,
Har cheez k liye na sahi, inhi k liye yeh saal bha gaya..-
अचानक से आज दिल मुस्कुरा बैठा,
खत में आपने खुदाई भेज दी..
भूल चुका था मैं ये खुशी,
आज समय ने काफी गमों की भरपाई भेज दी..-
Bus ab maan bhargaya,
In char deewaaro se baatein karke,
Darr hai ki kahin yeh thak k humare sawalon ka jawab na de den..-
To hear the TRUTH you do not need your EARS..
It feels RIGHT in the HEART..-
Us darr se kaafi aage nikal aaya hun,
Jahan kch kho dene se aankhein ro deti thi..
Ab rone ka kaam is naalayak dil ne le liya hai,
Kam se kam thak kar pehle aankhein so toh leti thi..-
Tere har us ishaare me kuch baat thi..
Ab kya kahu isse jada ki teri maujoodgi me hi fariyaad thi..-
Aaj ki Dhoop bhi Andhere me Tabdeel ho gayi,
Phir se khud ki Parchai ne sath chodd diya,
Aaj phir purani chot Neel ho gayi..-
Tum har bar apne aehem se aagaz karoge,
Aur mai har bar apne alphaz se aanjaam dunga-
Like a SEED never sees the FLOWER,
but dies NUTURING for its birth,
Similarly,
The SEED of realisation has been planted..
This realisation will die giving birth to a FLOWER with a SMELL so pure to kill the negatives and spay the fragrance of LOVE & EQUALITY
Just be there to witness the CHANGE.-
Na kisi ne poocha, na hi humne kabhi bataya..
Kis tarah achanak bikhar jaata hai insaan,
Yeh hume khud WAQT ne dheere dheere sikhaya..-