Kitne nadan hai ye shahar ke jugnu milkr kahte hai suraj ko. Ugne ni. dege
-
Tere liye mere umardte huye jajbat man krta hai tujhpe likh du ek kitab
-
ab dooria itni badh gayi hai ki bo hmare sahi bato ko bhi galalt samjh lete hai ham to lagana chahte hai unko gale to bo ise bhi asleel samjh lete hai
-
usne kaha hai bahut khoobsurat hai tumhari ankhe
meine bhi kah dia rone k bad akshar ankhe khoobsurat lgti haii
-
uski muhabbt m or meri muhabbat m jyada fark n haii
use pahle se thi mujhe ab huii haii-
ab in akho m na ao
ab in khayalo mei na ao
ana ho to jindagi m ao
barana dafa ho jaoo
akho ki gusrakhia maaf ho 😉-
kaha to hai usne tum door s dekhne m utni hi khubsurat lgti ho jitna jameen s chand pr use kaise batau jyada door tak dekhne m sirf adhera dikhta hai bas
-
aj usne itne pyar se samjhaya hai
bas lgta hai jindagi usi ke sath khatam
kr duuu-
log mujhe bewafa kyo na kahte
log mujhe bewafa kyo na kahte
itne chahne wale the hamare ham kis kis ko ha kahte-