Ishq Mein Humne,
Unch neech Samjha hi Nahin●
Varna majaal kya uska,
jo Khandan Mila Ta●●
Badi Arju Thi,
Uski Awaaz ko sunane ke●
Varna jarurat kya thi,
Jo Usko Phone Mila Ta●●
Suna Ke Gayi Hazaar Baate,
Hamari Besharmi Ki ●
Ishq Tha, Ishq Hai Uss Se,
Varna Himmat kaha Jo Hamko Sunata ●●
-