Qayamat ka manzar daikha hai Maine
Qayamat k barpa honay say pehlay
Maine chahaktay parindun ko rotay hai daikha
Maine mehektay gulun ko ladtay hai daikha
Maine subah ke haseen ko tadpay hai daikha
Maine andhairun ke wehshat ko laraztay hai daikha
Mujhe Qayamat ke Batain bolo na yaro
Maine khud pay Qayamat ko aatay hai daikha- Umar khan
14 MAR 2018 AT 0:46