Wuh raaz Sarai khul gayai
Bss apkai janai Kai baad.
Ya zamee ya aasima sab maira hova
Bss apkai janai Kai baad ..
Phir koi khata mujsai naa hovi
Bss wuh khata karnai Kai baad .
Jaha nai mujhe pokara
Bss apkai bhool janai Kai baad...
Wafa ka rang lai aaya ya zamanai
Bss apkai bewafa honai Kai baad
Sunnai sarai wuh qissai baiwafe kai taire
Mai bhi sharminda hova ya sunnai kai baad
Ya shehar phir sai aabaad hova
Bss uss veerani Kai baad
Wuh raaz sarai khul gayai
Bss apkai janai kai Baad!
-