Ujjwal Kumar  
16 Followers · 85 Following

Joined 15 June 2021


Joined 15 June 2021
25 NOV 2021 AT 23:22

यही दिल था के तरसता था मरासिम के लिए,
अब यही तर्क-ए-ताल्लुक के बहाने मांगता है।

-


10 NOV 2021 AT 22:47

Sharaab ka nahi yeh toh unki zulfon ka kamaal hai,
Jab se dekha hai unki zulfein mera haal hi behaal hai...
Bs ab yahi kehna chahta hun kiii...
Zulfon mein uski beeti meri subah,
Zulfon mein hi uski meri shaam ho..
Aur kya bataun zindagi ke baare mein Meri toh saari umar bas usi ke naam ho

-


20 JUN 2021 AT 1:51

किसी केे जाने का दुःख आज भी मनाता हूँ मैं...
दर्द होता है बहुत मगर अब नहीं जताता हूँ मैं...
ज़माने भर की ख़ामोशी लिए फिरता हूँ अपने भीतर मैं...
कोई पूछे तो भी अब कुछ नहीं बताता हूँ मैं.....

Missing you papa 😣

-


17 JUN 2021 AT 23:58

*Wo Mujhe iss Kadar Pehchanti h...*

Main Kahu bhuk nai h mujhe, to Khana le aati h...
Meri dabi si hasi dekh chupke se puch aati h
K kis baat ka Gum h tujhe..

Hnn...Wo mujhe iss Kadar pehchanti h....

Main jb bhuke Soo jau, to zabardasti mujhe uthati h
Main Kahu bhuk nahi, to wo mujhe mar kr Khelati h...
Meri nakamiyo Pr wo mujhe sath nazar aati h..
Safaltao ka ehsas ho Jata usse meri,
Sayad is lea kheer pehle bana le aati h....

Wo Mujhe iss kadar Pehchanti h...

Meri bimari me mere Sath shti h,
Har Shaam wo nasta bana le aati h.
"Tera test tha na kl, Marks dikha to Zara"
Yeh Keh kr darati h..

Wo Mujh iss Kadar Pehchanti h......

Meri Nazro se mera haal batati h,
Har Gum me bhi mujhe hasna Sekhati h...
Arre Wo *माँ* h meri,
Uske andar the main, wo mujhe tb se Pehchanti h.....


-


Seems Ujjwal Kumar has not written any more Quotes.

Explore More Writers