Tushar Tiwari   (Silver Tongue)
80 Followers · 29 Following

Thinker
Joined 12 June 2017


Thinker
Joined 12 June 2017
3 DEC 2019 AT 22:19

Harr roj aayeney mein dekhta hu apni he ek nayi sakal,
Pta nhi halat badal rhey aayina badal rha ,
Ya phir mein

-


14 SEP 2019 AT 21:38

Dil kehta hai zindagi wo hai..
Dimaag kehta hai wo jayehi chhod kar aur takleef mein rhega tu bss...

-


14 SEP 2019 AT 20:03

Kya ajeeb daastan hai zindagi ki,
Unhe mohabbat kisi aur se hai,
Aur wafayein wo kisi aur ke liye nibha rhi hain...

-


10 JUL 2019 AT 22:30

Tumhe sukoon to bhut hoga
Tumhari zindagi ka hissa nahi mahaj ab ek kissa hoon me

Tune hi to cheena tha na muje mujse,
Haan dekh tere hi rooh ka hisaa hoon mein.

-


25 JUN 2019 AT 0:01

Kya samjhoge mere alfaazon ko,
Jab jazbaaton ko bhi samjh payi

-


24 JUN 2019 AT 23:58

Mujhe wo baahein dedo,
Jahan bekhauf hokar mujhe nind aati hai

-


18 JUN 2019 AT 1:06

Tumharey liye toh mar mit jaaney ka mann tha,
Tmharey liye toh mar mit jaaney ka mann tha,
Par ab irada badal liya hai...
Socha hai ab apne liye bhi zindagi jee lu

-


17 JUN 2019 AT 23:02

Ashq aankhon se behtey they,
Ab dil se beh rhey hain...

Pyaar dil se krtey they,
Ab dimaag se kar rhey hain...

-


11 JUN 2019 AT 23:19

Din dhal gya ab ye raat kaise kategi,
Haan pta hai savera phir aayega,
Par ye raat kaise kategi

-


6 JUN 2019 AT 1:12

Kaamil na ho saki wo dua meri ,
Jo aaj tak mujhme kahin dafan hai..
Mukammal na ho saki wo aashiqui teri,
Jo aaj bhi nafrat ki mohtaaj hai

-


Fetching Tushar Tiwari Quotes