6 MAR 2019 AT 21:09

Woh bhi kya din the
jab hum anjaan bankar mile the,
woh bhi kya din the
jab chhupkar bhid
mein tumhe dekh raha tha...
Kaash woh din laut ke aa sakta...

- yqtushar