Jaan bujh ke ki gayi galati ka koi pachtawa nahi hota, na hi hum usko mehesus Karte hai....
Lekin pata nahi kyu... Jo galati anjaane mein ho jaati hai... Uska pachtawa aur ehsaas,dono hi bohot hota hai...-
It was said that action speaks louder than words....
But people of nowadays are so much deaf that they can't hear the words spoken through action... 🙉
This deafness is not of them... But this deafness is of their heart❤️.... Their heart can't hear these words because it is busy in attracting that stupid person whose heart is deaf as well😝-
Tu mujhe ek izazat de de,
Iss dil ko tujhe jaanne ka mauka de de.
Kisine tujhe Janne ki koshish nahi ki hogi,
Tune bhi kisi ko apna samajhke batane ki zurrat ki nahi hogi.
Tere dil ki baaton ko Mere dil ke hawale karke toh dekh le,
Tu mujhe ek izazat de de,
Iss dil ko tujhe jaanne ka mauka de de.
-
Chahat hai ki sabke Ankhon Mein apne liye sirf pyaar hi dikhe,nafrat nahi.
Lekin kabhi-kabhi kisi ke Ankhon ko chubhne mein ek alag hi maza hai!!
-
Unko laga ki shayad woh hume kabhi haasil nahi Kar payenge,
Isliye humare khushi ke khatir woh humse khafa rehene lage.
Lekin unhe kya Pata ki, unke iss harkat ki wajah se,
Jo mohobbat humne unse Ki thi, Wahi mohobbat kisi aur se karne mein hum katraane lage...-
Bare foot feels bareness of wet grass,
Bare hand can feel bareness of a smooth flower,
Bareness feels bareness,
Then why don't we bare our soul so that we can feel bare soul of others???-