17 JUN 2018 AT 11:23

Hey mera crime partner kuch khayna ha ap ka baramay...
shyad ya sabdh baya kar day mera payar kuch line o may....

Mera khawisho ko Muja say pahala una samja apna ha ...
has say zayada koshis ki ha apna un khawo ko pura karna may...

aj tak Muja apnay bataya nahi ha ap ki umidoko ....
or nahi anjana may pura kar pai hu may apka vo khawo ko....

sab khata ha may ap si dik ti hu ..
par apko to lagtaha may ma ki side latihu...

Ap hamasha apka comparison 'MSD' sa karta ho...
vo agar God ha tho ap duniya ho ya ku nahi samj pata ho.....

super hero sirf kahanio may hota ha ya jut kahatay ha log ....
shyad dad sa super hero koi nahi ya janta nahi ha vo log...

apka sat bitaya har pal mera liya khas ha ..
ap ka sat vo ladkiyo may v chupa hamara ghara payar ha...

- _memento.relic_