Ye to sirf kehne ko aaj Rakshabandhan ka din mnaya jara!
Raksha to har din hum sabko sabki karni hai, khaaskar raksha apni Maa, Beheno ki.
Samay bhi kuch aisa hai ki log khud se samjhe ki ye sirf kehne se nai kuch kar k bhi dikhana padta hai!
Aakhir kyu hamari beheno ko maao ko aaj bhi bahar nikalne se pehle darr lagta hai?
Iss waqt ko hum sab mil k badalne ki puri koshish karenge, aakhir ye farz to hum pura kar sakte hai.
Iss rakhi par mai sabhi logo se nivedan krta hun kahi bhi kuch bhi kisi behen ya maa k sath kuch bhi galat ho to apni awaaz aur apni takat ka istemaal beshak kare.
Yahi to hai hamari zimedaari!
Wishing you all a very happy Rakshabandhan ❤❤🙂🙂
-