Agr unchi jagah pr ta'alluq bnane ka shaoq hai to, Arsh ka malik "KHUDA" sbse uunchi jagah hai.❣️
-
.مُحَمَّدۡ رَسُوۡلِ مُحَمَّدۡ حَ... read more
Jo duniya mein drta rhega
Allah ta'ala usey aakhirat
mein befikri ata frmayenge.
aur jo bekhaof ho kr duniya
mein jeeyega Akhirat mein
usek liye khaofnak manzar
hoga.
kyun k ye Allah k Qanoon
mein nhi hai k jo duniya mein
dare to wo Aakhirat mein bhi
dr w khaof mein mubtalaa hoga
blke isse bari hoga, mutmayeen
hoga, hashshash bashshash
hoga. Insha'Allahul Azeez!!-
Jahannum ka andesha aadmi ko zulm krne se rokta hai aur jannat ki ummeed usey nuksaan ko bardash krne ka hausla paida krti hai.
-
Ye duniya k log to hattal imkaan sirf khoobsurti ko hi zahir kr skte hain apni janib se, khoobsurti to ye hota k ye duniya k log sadgi ko zahir krne ka hunar jaanti.
-
Log jiss haal me marne ki du'a karte hain,
Hum ne uss haal me jeeney ki qasam khai hai.
-
Push yourself towards Your
Lord Almighty Allah sincerely
before it's too late, otherwise
you will have remain only
regrets.
-
When you find yourself in a position to help someone, be happy!!! because Allah Subhanaw Ta'ala is answering someone's prayer through you.
-
Allahu Akbar, Allahu Akbar,
Allahu Akbar La ilaha ilallah,
Allahu Akbar, Allahu Akbar,
walillahil hamd,
Allahu Akbar Kabira,
Walhamdulillahi Kaseera,
Wa Subhanallahi Bukratauu
Wa Aseelah. 💕-
Dear parents!
When your little child starts to speak something for the first time with their own tiny tongue, you must teach them first to speak ; " La ilaha ilallahu Muhammadurrasoolullah. "
ﷺ-
The trials is for those,
whose Allahﷻ does love,
and those person have
patience is who love to Allahﷻ.-