Haa khoo gaae hum yaha...
Tumhari yaadon ki gallion mein...
Haa jee aae fir ek daafa...
Tumhare mere khass lamho me...
Raste bhi wahi the ...
Waqt bhi wahi tha...
Baas hathon me sath tera nahi tha...
Haa jee aae fir ek daafa purane unhi lamho me...
Baithe the mere bike pe...
Aur ghumte the marine drive ke unhi raston mein...
Haa yaad aate hai vo paal...
Jab peeya krte the chai bistupur ki sadko mein...
Guzarta tha vo waqt tumhara hath thaame brubreak ki kursioo mein...
Aur choora krte the tumhe asiane ki ussi mode pe...
Ha fiir ek baar jee aya vo waqt tumhare ghar ki unhi gallion me...
Haa fir khoo gaae hum tumhare yaado ke seher mein...-
Felling that can't be shown...
I write it and show them...
Haivaan tha,apne insaan bana diya...
Nafrat thi pehle, apne pyar karva diya...
Mohobbat thi nahi mere name ke aage piche kahi...
Apne to ek nazar me izhaar krva diya...
Na-jaane kaise shukriya aada kaare apka...
Pehele kuch adhoori si thi meri rooh...
Aapne aake uuse puura kar diya...-
Dil ki baate kuch laabo pe aae....
Dil ki baate kuch laabo pe jo aae...
Aakhir jisse keheni hai vo baate...
Vo to muu fulaae baithe hai...
Zara gussa shant jo ho unka...
Ek Baar saamne to aae...
Tab na kahi jaake...
Unhe dil ka haal bataye...
-
Ao milo na tum bhi iss khamoshi mein...
Jaha tumhara shoor rooz rooz hota hain...
Aao dekho na tum bhi uss andhere kamre ko...
Jaha tumhare name ka deeya rooz jalta hai...
Milo na kabhi unn rasto pe...
Jaha aaj bhi ye dil thera hain...
Aoo dekho na tum bhi...
Jaha ye abhi tak tumhara intezaar kr raha hai...
Aoo suno na tum bhi vo mehefil...
Jaha mere sath tumhara name hota hai...
Chup kara dona isse...
Jo ye tere na hone se roota hain...
Aoo milo na tum bhi iss khamoshi me...
Jaha tumhara shoor rooz hota hai...
Aao samhalona isse...
Jo ye tumhare yaado me roota hain...-
Intezaar me guzarti hai aab sham...
Baarish ke boondo ke sath...
Yaade to mehekti hai in havao me aab...
Magar kyaa kaare aab vo jaise rahe nahi sath...
Baarish ke boondo ke sath guzarti hai aab sham...
Unke bina adhoori reheti hai aab haar baat...-
Haa baate kaam hoone laagi hai thori...
Dooriyan yaad uski aane laagi hai...
Paas hote hue bhi yaad ajkal aane laage vo...
Dil pehele usse khoone se darta tha...
Aab usse khooo raahe hain..
Soche roone laagi hai...
Haa paas hote hue bhi yaad uski aane laagi hai...
Dooriya kabhi aane nhi denge kaha tha..
Lakin aab vo bhi aane laagi hai...
Haa ajkal baate kaam hone laagi hai...
Paas reheke bhi yaad aab aane laagi hai...-
Haa ye saach hai mera dil usse khoone se darta hai..
Apni saare ghum bhul kr baas teri ek haasi ki dua krta hai...
Aaur jo khayal bhi aae tere duur jaane ka...
Uss khayal se bhi ye darta hai..
Tera ishq kuch iss qadar meri rooh me samaya hai...
Ki mera ye dil tujhe khoone se darta hai..
Maana,shikayate hazar hongi mujhe usse...
Magar uski ek muskaan saari shikayate bhula diya krta hain...
Naseeb hai mera ki tum ai paas yuu mere..
Aab baas raho yahi sath...
Baas aab yahi etbaar reheta hai...
Ha be-haad mohobbat hai tumse...
Isilye mera ye dil tumhe khoone se darta hai...
Aaur jo khayal aae tere duur jaane ka..
Uss khayal se bhi ye be-khaabar rehta hai...
Haa mera dil tumhe khoone se darta hai...
-
Duur krde jo tumse vo Alfaaz tumse duur rakhta hoon..
Aur khayal jo aae tumhare duur jaane ka...
Uss khayal se anjaan reheta hoon...
Agar koi galti se galti hui...
To bhula jaana us galti ko...
Kyuki tumhare duur jaane se...
Main darta hoon...
Tumhe khoone se main darta hoon...
-
Zindagi ka haar lamha tab tak haseen lagta hai...
Jab tak apki shiddat apke sath ho...
Varna sab kuch ho kar bhi...
Sab adhoora sa lagta hai...
Aaur jo ciz apki uski wajha se pyaari lgti thi...
Usse bhi nafrat si hone lagti hai...-
Ghumsuda- LOST IN WOODS
Aaj bhi ghumsuda sa hoon main...
Teri yaado ke seher me...
Aaj bhi ghumsuda sa hoon kahi...
Tere khushboo si mehek me...
Ghumshuda hoon unhi raasto pe jaha saath tha tere...
Ghumsuda hoon unhi rasto pe aaj main akele...
Khoya hoon teri sapno ki bheer me...
Num rehene laage hai ye aankhe ajkal...
Dekhna cahate hai teri muskaan aur tera cehera haar paal...
Awaz bhi teri sunai nahi dee rahi hai...
Ghumsuda ho gaae hai mere waqt ajkal...
Dil bhi ghumsuda sa ho gaya hai tujhme...
Teri baate aur teri yaado ke beech mein...
Ghumsuda sa ho gaya hoon kahi ajkal...
Teri sapno ki bheer mein...
Ghumsuda sa ho gaya hoon ajkal...
Teri raasto ko beech me...
Ghumsuda ho gai hai vo subha...
Aaur Khoo gaya kahi vo Khoobsurat sa sham...
Raate ko neend kaha aab...
Kaahi khoo na jaae raato me tera naam...
Ghumsuda se ho gaae din ajkal...
Ghumsuda na ho jaae kahi vo name...-