8 SEP 2019 AT 11:37

Harf dar harf me likhta gya
Harf dar harf wo mitata raha
Har harf zinda tha mera
Usne har harf ko markar ishq ki nazm ka katl e aam kr diya

( harf - word )

( jo andar ufaan mar rahe Hai wo Ahsas likhta hu "vandu" tum laakh sahi ho apni jagah lekin mera dum gut jata hai akele tanhayi me )

- Akshay "अंजान"