Kusoor tera nahi waqt mera kharab tha, kusoor tera nahi waqt mera kharab tha haqeeqat kise aur ki ban gyi jo mera khawaab tha.
-
Ab to paanch minute ke andar chehre badle jaate hain, jeevan mitti ho jata tha ek mohabbat hoti thi.
-
Ye baat alag hai ke tum na badlo magar zamana badal raha hai gulaab pattharon p khil rahe hain faqat chiraag aandhi m jal raha hai.
-
Ek baar mohabbat mai yun hua ke..sar se lekar pair tak poora badan kaanp raha tha ki jab khabar mile ke tera sath raatain koi aur kaat raha tha.
-
Khayal jiska tha khayal mai mila mujhe, sawaal ka jawab bhi sawal mai mila mujhe, kise ko apne amal ka hisaab kya dete sawaal saare galat the to jawab kya dete.
-
Hamne dil ko ye samjhaya aakhir tu kyun rota hai, duniya m yuhin hota hai, ye jo gehre sannatain hain waqt ne sabko hi baatain hain.
-
Is zubaan pr aj bhi tera naam hai,
Is dil ko aj bhi tera intezaar hai,
Bss tujhii se shuru aur tujh pr hi khatam hogi ye zindigi,
Ye dil aj bhi tere liye behad bekaraar hai.-
Log to bas yuhin kahte hain,
Hamne bichar kar bhi jana ki mohabbat kam nahi hoti-
Akele aaye hain,
Akele jana hai,
To akele jeene m kya takleef hai?-