||Ae Dushman||
katra katra rakat ka
samandar ban aa aeyega
yeh aankhon me jalta isqh
tera sb kuch tabah kar jaenga
"katra katra rakat ka
samanadar ban aa aega.
vo maa ki chilati aawaz
patni ki dard bhari aahat
ghaav me ubharta manzar
teri hawa ko khaamosh kar jaaega
katra katra rakat ka
samandar ban aa aayega
Insta.||sahi.hai_-
15 FEB 2019 AT 13:18