Har pal kuch khona kuch paana hai Sapno ko pura karne me jina h Pal do pal ki baatein hai Magar raasta lamba hai Na jane kaise pura hoga yeh safar Magar tay v mujhe hi karna hai Har pal ko jeena h aur sanjona h Khushiyon ke phul bikherna h šš
Jindagi ka har pal jaruri hota h Kabhi kam to kabhi jyaada Magar kuch na kuch jarur hota hai Sochti hu ki in palo ke bina kaisi hoti yeh jindagi.... Par jindagi ke sawal ke v kabhi jawab milte h kya Bas dher saare sapne aur khwaishyon se bhari hai yeh jindagi Love u jindagi...