Yaad h mujhe humari bachpan ki bo yaden Kuch adhuri to kuch puri si bo mulakaten. Ek vakt esa ki yun sath hona ki jise sabdon m bayan na kiya ja sake Ek vakt esa ki yun bichde ki fir milne ki na koi aas. Par takdeer m tha likha apne kuch kash Jis se fir apash m takray do purane yaar. Fir hui baten shuru or na jane kab ankhe chaar Dosti hui or gehri or na jane kab Ho gya ek dusre se pyar beshumar. Ab bas sath feron ke bandhan m bandhne ka h intezar ❤