Tanay Sahu Nirala   (Tanir...)
1.8k Followers · 1.4k Following

read more
Joined 13 June 2018


read more
Joined 13 June 2018
24 FEB 2023 AT 3:53

Kon kahta hai meri dhadkane mere dil ke gahr pe hai
Ye meri ummid teri dil ke dar pe hai ,
Aur mera mn kabse khoya huaa hai teri adao me,
Jabse meri ankhe teri ankho ke safar pe hai ..

-


16 SEP 2022 AT 1:57

Ise Sans Kahu ya Hawa kahu .
Tujhe Ishq Kahu ya saja kahu .
Ye ajab sa rog tere karan huaa hai ,
Tujhe Dard kahu ya dawa kahu .

-


31 DEC 2021 AT 21:20

हमेशा हंसते मुस्कुराते रहो ।
सपने नए सजाते रहो।
बेहतर की कामना है सबको यहां ,
खुद से खुद को बेहतर बनाते रहो ।

-


11 SEP 2021 AT 23:05

Ae khuda
Tute taron ko jodna sikha de .
Bandisho ko mn ki todna sikha de.
Rahmato ko rakh sada santh mere ,
Hr rastho ko apne hak me modna sikha de .

-


16 MAY 2021 AT 1:32

Udan bharne ke dino me gharo me kaid ho gaye hai .
Vo rangin sapne sare safed ho gaye hai .
Hawa bhi abb ek dar le kar aane lagi hai _
Har pal jaise jine ke liye junaid ho gaye hai .

-


2 AUG 2020 AT 0:58

बाते बनावटी इश्क़ में होती है ।
क्या दोस्ती भी कभी बंदिशों की मुरीद होती है ?
और तुमने मुझे इस तरह अपना बना लिया है कि एक दफा ,
अपने प्यार को याद करना भूल जाऊं पर मेरे जहन में तेरी याद हर दफा होती है ।

ए दोस्त ❤️

-


2 AUG 2020 AT 0:28

Chand taare pyar mohabbat se bhi pare yaar hote hai .
Jinhe pyar to kahte nhi pr jo asli pyar hote hai .
Aashiqui ka kya hai aaj hai kal nhi ,,
pr jinke sang sada hasna aur rona hai vohi to yaar hote hai .

-


1 AUG 2020 AT 23:55

Ye irade bin murado ki tere tak hai .
tu khawabo me nhi pr hakikat me tera bhi hak hai .
tu yar hai pr pyar se badh ke _tu yar hai pr payr se badh ke ,
isi liye meri tohamat meri khushi mera dard har ek ek baat tere tak hai ..

-


22 JUL 2020 AT 19:00

Main dard batunga tumhara sada ,
khushiyo me tumhari marzi pr dard me jarur ana.
Apnepan ki kabhi kami nhi hogi tumhe mujhse ,
Baki ye tumhari marzi mujhe apna banana ya na banana .

-


22 JUL 2020 AT 18:26

Maine apni jid me heera gawa Diya pr galtiya uski bhi besumar thi.

-


Fetching Tanay Sahu Nirala Quotes