Awaz mai teri vo bharipaan ,
Aakho mai teri vo nami ,
Aur seer mai tere vo bhayanak dard ,
Inn sb ka jimmedaar mai khudko maanta hoon ,
Khud se bhi jyada mai tujhko jaanta hoon ,
Pta nhi kaise mai iska paschataap karu ,
Chah kar bhi mein tujhko khoona nahi chahta hoon.......
-