If someone had a habit to replace partner as clothes.
-
❤ जॉन एलिया- Inspiration.
❤ मुन्नवर राणा- A big fan of.
😆 हम दिल्ल... read more
Tu mili thi us gaon ki chhat pe
Jaha sham bhi sharmai thi ,
Wo tera chhuna aaj bhi jehan me baitha h mere
Tu kajal se roshni lai thi,
Tera wo pyar se jhut bolna
Phone katna, fir kehna ki mummi aai thi,
Yaad kr ki tu kehti thi ki mar jaungi
Or aaj ishq ke tassabur me dubi hui h,
Tere pyar pe mujhe shak to na tha
Lekin mere dosto ki bato me bhi kai sachhai thi,
Wo kehte the ki tujhe rona h ek din
Sayad wahi din tu mere liye lai thi,
Kher ye sab to tu chhod ye bta,
kis bat se tune lubaya ab usko
Mere gamo pe tu hasti h ye khabar h mujhko ,
Tere sitam se to ye khuda bhi paresha h
Ye talib h khuda to nhi ,
Maine rasta bhi wo dekha ,
Jiski manjil pe likhi kasam-e-bewafai thi.
-
Uski mushkurat ne bataya ,
Usne usko kitna chaha .
Meri baho me kya kami thi,
Jo usne usko apnaya .
Wo kehte the ki mar jaunge hum ,tere bin
Yaha mera kafan banda ,
Usne uske sath nikah rachaya.
Logo ye mohabbat aam ho gai h
Tumhare hote huye wo kisi or ki baho me so gai ,
Ye kissa nhi hakikat e bewafai h ,
Hame fir aaj uski yaad jo aai h .
Hamari hasi dekh kr samji ki bimari kam hui ,
Usko kya pta h ki uska dekhna hi ek dava hui .
-
Besharm, bewafa, beraham ,,
Tumhe itne namo se pukara fir bhi tum pas na aye.-
Wo kehte h tum ashuo k bager rote ho,
Unhe kya pta ham dil se rote h akho se nhi-
Meri bhi kuch khamiya rahi hongi ,
Warna koi yu mujhpe ungli nhi udata.
-
Jisne dil dukhaya h aapka
Ab wo kabhi apke dil me hi nhi honge
Use bewafai krne ko kisne kaha tha
Bewafai k charche kese aam nhi honge-
Mere pyar ko kisi ki nazar na lagi ,
Nazr utarne wale ko hi meri nazar lagi .-
Hr bazar me apke hi charche h,
Humne apne hi ghar se niklna chhod dia-