Talha Alam Khan  
13 Followers · 7 Following

Ktalha_alam
Student of theology
Hyderabad, India.
Joined 29 June 2019


Ktalha_alam
Student of theology
Hyderabad, India.
Joined 29 June 2019
26 OCT 2023 AT 2:22

baat mohabbat ki hai,mehboob ka zikr kyu
be wafayi mozo'u hota to ba jaa hota

بات محبت کی ہے، محبوب کا ذکر کیوں
بے وفائی موضوع ہو تا تو بجا ہو تا

-


9 SEP 2021 AT 13:48

Behr-e-gham-e-dil ki gehraayi hai bahot
Bey mauj, garche, khamoosh hai ab talak

-


13 JUL 2021 AT 0:08

Zehen goya samundar; khayaal hai paani paani
Natijey faut shudh; har simt hai paani paani....

ذہن گویا سمندر ؛ خیال ہے پانی پانی
نتیجے فوت شد ؛ ہر سمت ہے پانی پانی...

-


27 MAY 2021 AT 10:59

Aao khushiyoon ka intezaam karte hain
Bade din huwe, chalo apno se milte hain

-


18 MAY 2021 AT 19:49

Dil mutamanni-e-ma'doom
Wa az maujood bezaar shud

دل متمنی معدوم
و از موجود بیزار شد

-


12 JUL 2020 AT 0:57

Soonchte soonchte ye soonchta hoon mai
Jaane kyu? ye sab soonch ta hoon mai

-


3 JUL 2020 AT 14:52

Sawaalon ka jhund tha jo thehre the mere aage
Jab dhoonda to jawaab har ek ka pareshaa'n paaya

-


4 JUN 2020 AT 23:17

Khush rehne ki salah to dete hain sabhi
Tayyar koi hote nahi saath dene kabhi

-


2 JUN 2020 AT 22:53

Maana ke dil tumhara kaanto'n se laga hai
Batao k kabhi, phoolo'n k bina kaanta b laga hai ?

-


24 APR 2020 AT 19:14

Khush gawaar yaado'n ki manzil thi waha'n
Bas talkhiiyaa'n hi talkhiyaa'n thi jaha'n

خوشگوار یادوں کی منزل تھی وہاں
بس تلخیاں ہی تلخیاں تھیں جہاں

-


Fetching Talha Alam Khan Quotes