Agar khushiya asani se miljati
Toh khismat pe kise naaz hota
-
Beautify life for yourself, don't think what othe... read more
Woh bulati hai janeka ni
Us ki batou mei khone ka ni
Ye blanket hai badi chalu
Usey lapet ke sone ka ni
Blanketly Talks-
Mere ashk mein teri taswir chalak ti hi
Tere ishq se meri taqdir chamak ti hi
Shayar hu alfazo me hai mohabbat bi
Andaze bayan ko zehar na samjo kabi-
Muje woh bhulgayi
Kamal kiya usne.
Irada mainey kiya ta ke
Bhul jaungaunga usey.-
Un ankhou pe marta hu
Khauf hai ab
Iqrar- e - mohabbat se
Kahi tamasha na banjaye
-
A prerogative to be friends
Can be from any religion or place
The sweetest relationship
Indefinable and combinable
Accepting each other's flaw
Praising each other's success
Motivating without hurting
Smiling and cheering
Friends are friends their love never ends
-
Haar ke baitna buzdili hai
Jeene ka jazba rakh.
Kagaz ke phooloun se
Mehak ki umeed na kar.
Banda wohi acha hai
Jo mehnat ki roti khalein.
Khushiya usiko milti hai
Jo gir ke bi sambhlein.
-
Tum mere diwane ho
Ye kehte hue aye te
Tumhara pehla pyar hu
Ye batane aye te
Anko ki nind dil ka sukoon hu
Ye jatane aye te
Be- reham insaan
Asal chehra dikhane aye te
Dhagha dene ke arman
Dil mein basaye aye te
-
Zubaan pe taala
Anko mein tehzeeb hai
Kyu ki abhi mohabbat
Nayi nayi hai
Abhi na asli baat hogi
Na takrar na mayusi hogi
Kyu ki abhi mohabbat
Nayi nayi hai
-