Jo pyar tune mujhko diya tha,
vo pyar tera me lauta raha hu...
Ab koi tujhko shikwa na hoga,
teri zindagi se chala ja raha hu....
Mujhko khabar bhi hone nahi di,
kis mod par aake dil tune toda....
Apna raha na raha aur tune,
auro ka ho jaau aisa na chhoda.....
Tujhko Mubarak jamaane ki khushiyan,
mitna hai mujhko mita ja raha hu....
-