In aakhon me ,
khwabon ko pura krne ;
ka aag tmhari tarah hi hai Khurshid ...
Bs , phark itna hai
Hm yha rahte hai
phir v haste hai
Aur aap aashman
Ke zannat me
Rahke v jalte hai !!
Tm v apni baatein bolne ke bajaye
Aashman se barash baate ho .....
Ye aakhein v kuch kahne ke bajaye
Barash jati h....
-