जो बात घरवालों को अच्छी लगे
वही बात करना, असल प्यार है
ना युद्ध है ना व्यापार है अक्स
नरमी से पेश आइये यह, परिवार है-
यह जो बोसीदा सा किरदार है मेरा, इसे बोसीदा ही रहने दो
ज़ाहिर नहीं होना चाहता अब अक्स, पर्दे में हूँ,मुझे पोशीदा ही रहने दो ।
Yeh Jo Boseeda Sa Qirdar Hai Mera,Isey Boseeda Hi Rehne Do
Zaahir Nahin Hona Chahta Ab Aks, Parde Me Hoon, Mujhe Posheeda Hi Rehne Do.-
Yazeed Mit Gaya, Magar Ab Bhi Log, Marz e Yazeed Ke Mareez Hain
Naye Saal Ki Mubarakbadein Aks, Inko Gham Hussainع Se, Zyada Azeez Hain-
Gar har banda jahan me faqat rab ka Aashiq hi hota
Uski zindagi me Rizq bhi hota aur Aks Raziq bhi hota-
Qurbani ka asal maqsad ab tak na jaan saki yeh ummat
Kab kisne Allah ke liye Mahboob qurban kiya hai?
Ibrahim Alaihissalam ne to apna beta kiya hai
Imam hussain Alaihissalam ne apna kunba diya hai
Afsos hai Aks
ghaafil musalmaa'n ne Ab tak, sirf Dumba hi diya hai-
Whoever Fear For The Shame
"Aks"
Can Never Achieve The Fame
Jis ko Bhi Badnaami Ka Dar Hai
"Aks"
Na-Kamyabi Hi Uska Muqaddar Hai-
INTEZAM KYA HOTA HAI IJTEMA SE SEEKHIYE,
ISLAM ME HAR ILM MAUJOOD HAI AKS,
ZARA QUR'AN KHOL KAR TO DEKHIYE
-
"Man Arafa nafsahu" Ke tahat, Apni Shah Rag Ki Sair Kar
"Ae Aks, Nahnu Aqrab" Ka Parda, Uthane Main Na Dair Kar
-