शिकवे है शिकायतें है ना जाने किस किस से
अब तो उँगलियाँ भी कम पड़ गयी है नाम लेते-लेते।
पूछता हूँ खुद से क्या मिटा पाऊँगा
इन शिकवे शिकायतों को आख़री साँस लेने से पहले?-
उन्हें हमसे शिकायत थी
हमें उनसे शिक़वा था
बस फिर यूँ हुआ कि
दरम्यां कोई औऱ आ गया।
-
काग़जों पर उतार दिए सारी मोहब्बत सारे शिकवों के किस्से
जा आज़ाद कर दिया तुझको अजनबी सा फिर से
-
हजारों शिकवे और कई दिनों की बेरूखी
बस उनकी एक हँसी और सब रफा दफा......-
Tere ishq me maine aansu bhi piye,
Kabhi Khamosh rahe,
Kabhi khudse shikwe bhi kiye,
Ke ek-ek pal ghut-ghut ke jiye....-
Teri judai ke shikwe mai kisse karu..... yha hr koi tjhe ab bhi mera hi smjhta hai!!!!
-
Mukhtasar si zindagi mei shikwe kitne sambhal rakhe hain
Masoom se dil pe bojh kitne daal rakhe hain
Bayaan kar do jo dil mein gila ho koi
Halki si chubhan ne yahan dum nikaal rakhe hai-
Jo Saath Hai Mere Mujhe Unse Koi Haajat Nahi Hai
Jo Guzar Gaye Chodh Beech Raaste Mein Mujhe Unse Shikwe Bhi Nahi Hai.
Hai Toh Bas Afsoos Is Baat Ka Ki Woh Samjh Na Sake Zaat Meri
Mere Jaisa Insan Unhe Milna Munasib Khwaabon Khayalon Mein Nahi Hai-
Mitakar sab gile shikwe mai phir laut aaya hu,
Chhod kar zamane ko mai akela nikal aaya hu..
Kuch ko maaf kiya aur kuch ko bhula diya,
Is tarah mai phir se nayi zindagi jeene aaya hu..-