दो चार दिनों की बात है...
मैं खाक ही हो जाऊँगा...
तुझे पाने की तमन्ना में...
ताउम्र के लिए सो जाऊंँगा...
-
ख्वाहिश तुम्हें पाने की थी...
पर तुम से दूर हो गया....
लिखता था सिर्फ गम भुलाने को...
न जाने कब मशहूर हो गया...
-
Uski ek jhalak ke liye duniya se begaane ho gye hain hum
aisa lagta hai ki ishq mein deewane ho gye hain hum
Tera jikra aane pe jaane kyun log mera naam lete hain
har shaqs ke charcho ke fasaane ho gye hain hum
Bhari mehfil mein mujhe pehchanne se inkaar karti hai
jiski tanhaiyo mein gungunane ke taraane ho gye hain hum
Mujhe pta hai ki milti nahi apni raah-e-zindgi kahin
par wo na milegi iss baat se anjaane ho gye hain hum
Ab to aaja ki ye dum niklne ko hai e haseen
tere intezar mein din, mahine, zamaane ho gye hain hum.....
-
Mujhe khud par itna
Toh yakeen hai ki...
Royega woh shakhs
Phirse mujhe paane ke liye
(Romee)-
तू माने या ना माने ये खुदा तेरी मर्ज़ी...
मैं तो लगाता रहूंगा हर बार उसे पाने की अर्ज़ी,-
Agr yuhi
ZINDAGI ka purane paano par aatka rahoge to aage ka KHAALI paane kaise bharoge....-
Mujhe Paane Ke Liye Tumhe Khudko
Pehle Khona Hoga Kya Kar Paogi Tum?-
वो चाहतें दबी रह जाती हैं जहन में किसी को पाने की।
जब नज़र लग जाती है उनको जमाने की।
और प्यार, धोखा, बेवफाई, तो बाद की बात है,
जिंदगी वख्त भी नहीं देती उन्हें दिल की बात बताने की।
-
Jab Bhi Mauka Mile Mujhme Sama
Jao Yun Mujhse Kabhi Tum Door Na Jao
Tumhe Hum Pane Ke Liye Sari Haadein Paar Kiya Karte Hai Tumhe Kho Na De Hum Isiliye Jhagarte Hai-