QUOTES ON #MERI

#meri quotes

Trending | Latest
10 MAY 2020 AT 9:04

मम्मी- पापा आपसे ही सीखा है, जीवन जीने का तरीका।
Life की हर situation का हँसकर सामना करने का सलीका।
कुछ बोले बिना ही, ना जाने कैसे आप हमारी खामोशी भी समझ जाते हो।
जीवन के हर रंग की अहमियत समझना...........
मम्मी- पापा...... आप ही तो समझाते हो।

-


10 MAY 2020 AT 20:57

Meri Maa
Puri zindagi apni humare upr bita di jinhone
Khud hr taqleef sehkr humpr ek aanch na aane di unhone
Apni hr taqleef ko bhulkr humare liye jeeti h jo
Humari har khushi mein hmse bhi jyada khush hoti h wo
Humara dard dekh ankhon se aansu nikalte h jinke
Khuda ne di h pairon ke neeche jannat unke
Chot lgti h humein mgr dard unhe hota h
Humein zara sa bhi preshan dekh dil unka rota h
Jinki hr dua mein bs humara zikar rehta h
Jinki hr saans mein bs humari fikar rehti h
Humari khamoshi ko padh humare dil ka haal smjh leti h jo Uprwale ki di hui aisi nemat h wo
Jinki hr saans mein samayi hui h ruhaniyat
Jinse kayam h is jahan mein insaniyat
Jo hr wqt musalsal humare sth khadi rehti h
Wo paak daman harpal bs humare liye hi dua kiya krti h
Humari glti hone pr bhi humein pyarse apne hathon se khana khilati h jo
Papa ke daatne pr humara sth dete hue,humein bachati h wo Khoon-E-Dil dudh ki surat pe humein pilaya h jinhone
Apne sapno ko choor kr humare spne sch kiye h unhone
Seeshe se bhi jyada saaf h dil jinka
Meri maa naam h unka

-


27 MAY 2020 AT 17:09

याद आएगा...पास लाएगा....
प्यार ये तेरा... मेरा...!
जहाँ हम होगें... वहाँ साथ जाएगा...
प्यार ये तेरा... मेरा...!!

-



थारी म्हारी करतां करतां
कईं चल्या गया, कईं जावेला
हे राम जी! आ बात छोटी सी
लोकां ने समझ कद आवेला
भाई-भाई लड़े अठे जमीन ख़ातिर
व्हानें कईं मिल जावे है ?
प्रीत रे हिया पर लागा जख़्म
क्यूँ हर बारी छिल जावे है
हे प्रभु कृपा करो थोड़ी
सदबुद्धि आनें देदो
ना राके खार हिया में
कोई भलो मानुस आनें केहदो
कुछ नहीं रख्यो है नफ़रत में
सब प्रीत उँ रिया करो
स्वार्थ छोड़ इण दुनिया में
प्रीत सबाउं किया करो....
प्रीत सबाउं किया करो।

-


16 MAY 2021 AT 10:30

( खुद को ही तलाशते तलाशते. )

जिंदगी मेरी कई हिस्सों में बट गई...
एक और दिन कट गया, एक और रात कट गई ll

-


28 APR 2019 AT 19:45

सुनो...
ये "जान" लो तुम...
कि मेरी "जान" हो तुम...

-


17 APR 2020 AT 20:59

Tum chahe jitni bhi mushaqqat krlo,meri zindagi barbaad krne ki
Tum sirf mushaqqat hi krte reh jaoge.
Mere sir par mere rab ka hath h
Tum mera kuch na bigaad paoge.

-


16 OCT 2020 AT 18:25

Kuch teri kuch meri kuch pyari baate hua karti thi......tumhe yaad hai kitni haseen hamari raate hua krti thi

-


20 APR 2020 AT 13:27

Mera Dusra Ghar
Jahan na gum tha zamane ka
Na fikar thi kisi cheez ki
Jahan sirf khshiyon ka afsana tha
Jahan bs msti ka thikana tha
Jahan hr bccha khelka dwana tha
Jahan bs nanhi-nanhi shararton ka fasana tha
Pal mein aansu aur pal mein hansi aati thi jahan
Tchr ki daat ko msti ki trh lene ki ek alag hi ada thi wahan
Pal mein roothkr maan jane ki kala thi jahan
Charo oar masumiyat ka basera tha wahan
Khilkhilati hansi kano mein ghungru ki trh sunai deti thi jahan
Algsa ullas aur msti bhara mahaul rehta tha jahan
Khwab mein bhi labon pe muskaan la de
Keval apne naamse sbka dil dhdka de, Aisi jgh thi wo
Jahan har paraya apna sa lgta tha
Jahan bs ek dharm dosti ka chlta tha
Jahan hm sth baithkr ek hi box se lnch krte the
Jahan hm pgalon ki trh ekdusre ka sth diya krte the
Jahan se bani humsbki zindagi ki haseen yadein
Jahan pe hmsbne kiye kai sare wadein
Jahan holi se pehle holi khel lete the hm
Jahan exms aane pe ekdusre ko hppy diwali wish krte the hm
Jahan pdhai krne ke liye clss aur school bunk krte the hm
Jahan tchr ki daat bhi sth milkr khate the hm
Hmsbke dilki dhadkan aur jaan basti h jahan
Wo h mera dusra ghr,
"Mera School"
Jisse main chah kr bhi kbhi nai skti hoon bhul

-


12 JUL 2020 AT 0:00

Meri Maa
Goad mein jinke sir rkhte hi door ho jati h sari pareshaniya
Jinke hathon se khana khakr mil jati h duniya ki sari khushiyan
Jinke pairon ke h niche jannat
Khuda ne di h unke hatho pe beshumaar barqat
Meri hr kami ko pura krti h jo
Mere dilka haal mjhse bhi pehle smjh leti h wo
Meri jeet mein khudki jeet dekhti h jo
Meri haar mein bhi humesha mere sth khadi rehti h wo
Meri glti pe bhi pyrse mjhe manati h jo
Mere khana na khane pe humesha mjhe apne hatho se khana khilati h wo
Jinki khwahise bhi main hoon
Aur jinki aarzoo bhi main
Wo h meri maa
Jinke liye unki jaan hoon main

-