Kiraye ka Makaan
Kasoor unka nahi, hamara tha jo Ishq mein wafa ki umeed kar baithe...
Makaan hamara kiraye ka tha aur hum use Ghar samajh baithe,,,
-
14 NOV 2021 AT 11:41
2 DEC 2019 AT 22:13
Roti, Kapra Aur Makkan
Bhuk ka wahi
Teno Naam
Kya Azadii, kya Gulum
75 baras ki hakumaat
Par kya kaam...
Mera
Gareeb desh ki
Gareeb sarkar ko
Dukhi dil sa salaam...-
9 OCT 2022 AT 14:28
Wo aaye the gali me dundhte makkan humara
Nazane kyo bina dastak diye hi chle gye......-