Mehfil sazi thi yaaron ki,
Mujhko bhi bulawa aaya tha,
Jaata kaise nahi,
Uski kasmein dekar jo bulaya tha,
Jab kaha gaya kuch sunane ko,
Toh khyaal usi ka aaya tha,
Tab akshar akshar shabd jodkar,
Jo haal-e-dil sunaya tha,
Aansu uski yaad mei,
Na na karte nikal gaye,
So samajh gaye woh khamosh rahe,
Baaki WAH WAH karke nikal gaye.. ππ
I really miss you a lot... I love you baccha.. πβ€-
Sukoon toh mujhe bhi nahi,
Kyuki mera dil ab bhi tere paas hai,
Judne ki ummeed toh karna hi nahi,
Kyuki ab mei nahi koi aur tera khaas hai.. ππ-
A day without smile,
A flavour without smell,
A world without god.. ππ-
Mujhe bhi aj ishq haii....
Lekin tumhe samajhe mai aye taab na....-
Agar mujhe khone ka daar haii...
Tabhi to tumhe mujhse sacha
Mohabaat haii....agar asa hi tumhara
Ishq haii sach mai mujhe
Pasand hai....-
Chalo maana,
Aapne bahut hi jigar wala kaam kiya,
Ab ,
Us ishq ka mei kya karu,
Jise tum adhura chod gayi..??πΆ-
Aaj khuda ne mujhse bhi kaha
Bhula kyu nahi deta use,
Meine bhi keh diya ki agar itni fikar hai toh
Mila kyu nahi deta use..ππ-
Mujhe chne ki bajah agar kuch nhii
To bahat sahii baat haii ..
Agar bajah hota to selfish wala chahat hota..-
Mujhe khone ka daar haii apko
Isiliye to mujhse sachha pyar haii...-