आज कलाई सूनी है फिर
सूना सा मन आँगन है
हर घर में खुशहाली है फिर
हर घर छाया सावन है
जिनके बहनें होती हैं वो
हँसते है राखी के दिन
हम बैठे है नयन नीर सह
सुप्त हर्ष राखी के दिन
😔-
खुशी एक यात्रा है, मंजिल नहीं। लंबे समय से मुझे ऐसा लग रहा था कि जीवन शुरू होने वाला है । लेकिन रास्ते में हमेशा कोई न कोई रुकावट थी,
पहले कुछ हासिल करना था, कुछ अधूरा काम था,
अभी पूरा होने में समय है,एक कर्ज चुकाना है।
अंत में मुझे यह आभास हुआ कि ये बाधाएँ मेरी ज़िंदगी थीं। इस दृष्टिकोण ने मुझे यह देखने में मदद की , कि खुशी का कोई रास्ता नहीं है। खुशी खुद एक रास्ता है। इसलिए अपने पास मौजूद हर पल को संजोएं और याद रखें कि समय किसी का इंतजार नहीं करता और किसी का मोहताज नहीं।-
Jab bhi ruk,jane ka man kare,
Nirasha mahshoosh karo,
Pao ke un chhalo ko jarur dekhna
Jinhe yaha tak ka safar tay karne ke liye
Aapne nazar andaz kiya tha😊🤘
So always be motivated😊🤘
-
I was Kanha, I am Kanha, I will remain Kanha, you have to decide whether you have to become a gopi, whether you want to become a Meera or my Radha.
-
Na puchho tum meri Manzil ki talab
Abhi to sirf safar ka irada kiya h
Na harenge umarbhar
Ye bhi kah dete hain ham tumse
Ye maine kishi se nahi
Khhud se wada kiya hain.-
Ummid na rakho mere dost jeed rakho jitne ki,ummid pe hoti hogi duniya kayam ham to jiddi h, tutenge,bikhrenge,beshram h zid na chhodenge,karliya jo faisla ab pichhe hatkar na dekhenge,ha mili h nakamyabi hame,lekin zid h kamyabi main badlenge ise.
-
Abhi to kuch hi lafjo main sameta hain maine tujhe,
Abhi to meri jindgi ki kitab main teri puri kahani baki hain.-
Kahte the we,
Bhaybheet na hona tu kabhi fasla dekhkar, bhadta jana tu sirf rasta dekhkar, khud b khud rubaru ho jayegi ye manjil tere samne, majboot tera ye hosla dekhkar.love u papa😔🤗-
Pankh lagao hoslo ki udan main
Na dekho pichhe bas udd chalo apne sapno ki or parwah kiye baigair ki kon kya kahega jiyo jindagi puri udan ke saath,baki to sab madhav dekh lega.🤗-
Bharosa hai,khud ke hoslo par mere dost,par hamne aksar majboori or bebasi dekhi hain,or ha ab jimmedariyo se nahi ghabrate ham, kyoki jispe jimmedariyo ka bojh hota h na,to use ruthne or tutne ka hak nahi hota.
-