Hum aksar raaton ko charagh
bujha kar likha karte hain,
Raste jugnuon ke andhero mein
bhi roshan dikah karte hain.-
पापा का घर छोड़ कर तुम्हारे घर ही आऊंगी
पर उसके पहले नाम के आगे Dr तो लगा लूं मेरी जान-
कुछ ठहरे हुए पल , रुके हुए लम्हे ..
मुस्कुराती यादें और हम सब की जस्बाते,
रंगीन सपने , जिसमें सब है अपने ...
गहरी है सारी याद,ऐ खुदा बस तुझसे है बस एक ही फरीयाद ....
एक दुआ कुबुल करना ...
रंगों से भर देना सारी ख्वाहिशें उनकी , बस उनको हमेशा खुश रखना ..
लम्हे बित जायेंगे , नया कल आ जाएगा...
याद रखना ऐ दोस्त , एक हम भी हैं ..
जब भी बात हमारी होगी , तु हमेशा मुस्कुराएगा,-
Duniya ke logo se kuch kehne ka fayda ek bhi nahi,
Yahan sab bolne wale hai sunne wale ek bhi nahi.-
Tumhari dooriyao se bhi nazdeekiyon ka ehsaas kam nahi hota,
Warna yahan ek lahu walo ka bhi saat main guzara nahi hota.-
Jab main kitabo main doob jata hun,
Tab unmai ek duniya nayi pata hun.-
Tod kar khud ko usko bana raha,
Baap bache ko Jeena sikha raha.
-
Khanjar who apna mere
seene main chor gaya,
Apni koi bhi cheez usay
ab sambhali nahi jati.
Ji chahta hai uske sare kufr
main keh du uske khuda se,
Magar wafa ke kafan par
mitti mujhse dali nahi jati.
-
Jab ek shayar ki aah nikalti hai,
tab zamane ki wah nikalti hai.
Chhup baithe hai na jaane kahan,
Hasrat-e-deed ab jaan nikalti hai.-