QUOTES ON #EKPAGALSALADKA

#ekpagalsaladka quotes

Trending | Latest
25 MAY 2019 AT 11:04

अब मैं थोड़ी शरीफ हो गयी

एक पागल से लड़के के दिल के
करीब हो गयी ❤️😘

-


16 AUG 2020 AT 14:09

hum wo dard hain jo ankho se jhalakte hain.🙂

-


16 SEP 2019 AT 14:53

Ye dil kyu nhi manta
Ki tu mera nhi ho skta
Na mein teri
Tujhpr kisi aur ka hakk h
Aur mujhpr kisi aur ka
Ab tu kisi aur ka h
Aur mein kisi aur ki

-


16 AUG 2020 AT 15:57

Moti he tere akho ke asu
Isko jaya na kar kabhi tu
Jivan hai aapne tu maa baap ka
Aise dusro pai jaya na kar tu
Takad ban khud ke tu
Utha Or samna kar sabhi ka tu
Aise tuta mat kar tu
Musibat se ladana sikha kr tu

-


9 JUN 2020 AT 11:39

एक पागल सा लड़का हूँ मैं....जो तुम पर मरता हूँ.......
मुझे अपनी फिक्र नहीं है, मैं केवल तुम्हारी परवाह करता हूँ..
मैं दिन-रात तुमसे मिलने को, तुमसे बातें करने को तड़पता हूँ..
मुझे ज्यादा बात करने का शौक नहीं है, मैं किसी से बातें नहीं करता ...
लेकिन ...फिर भी तुम्हारी #Call के इंतजार में दिन-रात फोन लिए घूमता हूँ..
मैं अपने दोस्तों से मिलता हूँ, लेकिन लड़कियों से मिलने पर शर्म आती है..
लेकिन ...तुम्हारे मिलने के बाद में बेवजह मुस्कुराता हूँ..
दिन-रात हँसता रहता हूँ, यादों को याद करके, तुम्हें याद करके..
हाँ...!! तुम्हें मुझसे अब मोहब्बत नहीं है, लेकिन मैं आज भी तुम्हें अपनी जान समझता हूँ..
एक पागल सा लड़का हूँ "मैं" जो तुम्हारे पागलपन पर मरता हूँ…..
तुम पर मरता हूँ, तुम्हारी हर चीज पर मरता हूँ...!!!!

-


8 JUN 2019 AT 8:39

कभी फुरसत मिले तो
सोंचना जरूर....
एक लापरवाह लडका
‌‌‌‌‌‌‌‌‌क्यों तुम्हारी इतनी परवाह करता था।

-


6 NOV 2020 AT 19:51

Paagal sa ek ladka hai,
Jo mujh ko acchha lagta hai..
Mujhe dekh kar woh hansta hai,
Meri aankhon mein woh basta hai..
Har roz woh roop badalta hai..
Har roop mein acchha lagta hai..
Aankhon mein uski masti thi,
Woh baat baat pe hansta hai..
Sardii ki mast raaton mein,
Woh khoya khoya rehta hai..
Baaton mein uski bechaini,
Bechain woh mujh ko karta hai..
Jaisa bhi hai..
Paagal hai!
Deewana hai!
Par mujhe acchha lagta hai.. !!❤🌍
#mr.akduu

-


21 APR 2022 AT 2:35

हम अकेले नहीं जागते हैं रातों में..

उसे भी नींद बड़ी मुश्किलों से आती होगी..💌
........... Ek pagal_1478

-


11 MAR 2018 AT 19:51

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta

Ek dabi ummeed se rozana tera intezar krta
Woh Apne Naam se pehle Tera Naam likhta karta

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta

Uski nazroon main tere chehre ke alawa aur kuchh bhi naa dikhta

Waise Rona toh usey kisi baat pe aata nahi
Par tere aasoon jo dekhle toh najaane kyun Roya karta

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta

Teri tarifein karne main woh Zara bhi nahi thakta

Tera hi Naam leke uthey jab Subha wo jagta

Waise toh kisi bhi baat se ghabraata nahin hai woh par tere bichadne ka dar najaane usey Kyun lagta hai

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta

Apni fikar nahi usey bas voh teri parwah karta

Tujhsey Milneko sabse jooth bola karta

Waise shaukh nahin usey daant sab se khane ka
Par teri Chahat main usey yeh bhi chha lagta

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta

Josh raat tera khwab naa dekhe uss raat ka Sona ussey bekar lagta

Tu ussey apna mane ya nahi par woh tujhe apna hamdam samajta

Waisey neend nahin aati ussey par khwab Ko chhuney liye jabardasti woh raat soya karta

Ek pagal sa ladka
Pagalon ki tarah tujhpe marta.

-Rohan M. Shekh

-