Sath dene ke liye
paas hone ki jarurat nahi hoti,
Kyu ki apni aankhein paas hoke bhi
khud ko kabhi dekh nahi pati....-
समझाने को बहुत बात बाक़ी है
बरसों बीत गए मगर कहने को आज बाक़ी है
समझ जो लेते तुम तो राहें आसान सी हो ज़ाती
ग़र ना समझे तो कहने को अल्फ़ाज़ बाक़ी है
समझने की कोशिश करो
समझाने को बहुत बात बाक़ी है-
Bol ke sharabi hume
Duniya ne apni aukaat dikha di,
Are kon samjhaye unko
Ye wo dawa hai jisne zindagi ke
har dard ki bhula di-
Maang lo pyar kisi toote dil se
Dava hai mera zindagi me
kabhi khud ko toota hua nahi paoge-
Tanhaiyo se achhi to
yaddein hoti hai
Jinme ham kabhi ro to
kabhi has liya karte hai-
Khoya chij to aek na aek din mil hi jata hai
Magar uska kya jo jaan bujh ke chhip gaya ho-
Khamoshi apki aisi bhi nahi
Ke har koi aake samjh le ise
Are inko to wahi samjh sakta hai
Jisne khamoshi se zindagi gujari ho-
Agar hum pichhe mud jate
Aur aap aage badh jate
Faasle to mit jate hamare darmiyan
Magar waqt se hum kaise jeet pate-
Sach se maar to dete tumko
Par tumhare dil se door na ja pate
Ho jaye teri rooh ko bhi nafrat
Isliye jhoot bolna munasib samjha-