मुझसे मोहब्बत भी है मुझसे शिकायत भी
और तुम बताओ भला कि और कुछ भी है-
10 OCT 2020 AT 9:14
10 JUL 2022 AT 0:57
Pehli nazar ka pyaar hua toh Kai ek baar
Par jab bhi kiya izhar Mila bas inqar
Dil bhi saala dheeth hai phir b naa maana
Aaj phir kisi se nazre mili
Phir chid gaye Dil k taar
Phir se hua pehli nazar ka pyaar
Par ab naa kiya izhar
Humne kaha chodo bhi rehne do
Jaane do yaar
Hum naa karenge pyaar
-