Tabish Zaman  
5 Followers · 10 Following

❤Singer
I am not a writer but yes I can right better..
Joined 22 January 2019


❤Singer
I am not a writer but yes I can right better..
Joined 22 January 2019
27 MAY 2020 AT 0:40

Bechain hona to teri fitrat Hi nahi.

-


28 NOV 2019 AT 19:49

Jab woh apni zindagi Ki kahani sunaaya karega .
To zikar mera kiya Karega
Bus yahi hamari dosti ka inaam hua karega.

-


16 AUG 2019 AT 0:07

दुआ मांगी थी आशियाने की ,
चल पड़ी आंधियां ज़माने की,
मेरे गम को कोई समझ न पाया,
मुझे आदत थी मुस्कराने की॥

-


15 JUN 2019 AT 8:38

Jab jab mujhe laga mai tere liye khaas hu,
Teri berukhi ne samjha diya Mai jhoothi aas me hu ..

-


15 JUN 2019 AT 8:22

Jab koi aapko or aapki baaton KO andekha or ansuna karne lage
Iska matlab,
Ab waqt agya h uski zindagi se door jaane ka.

-


16 APR 2019 AT 10:17

Toote sheese sa ho gaya h ye dil.

-


16 APR 2019 AT 10:11

Mere khwaobon k khwaab ko maine alvida kar diya
A khuda, Maine aaj apne jaan ko khud se juda kar diya

-


16 APR 2019 AT 9:56

Meri mohabbat ka bas ek hi kissa tha
Ek saathi tha, Jo meri rooh ka hissa tha..

-


15 APR 2019 AT 15:36

Aisa q hota h k
Jo insaan sabse zyada khushi deta h
Wahi sabse zyada gam bhi deta h

-


15 APR 2019 AT 15:24

Door hain hum unse
Par unki yaadon se juda na ho paaye
Ha par pahle si muhabbat nahi unse
Par unse nafrat bhi kaha kar paaye

-


Fetching Tabish Zaman Quotes