Syed Yaseen   (Syed Yaseen)
12 Followers · 8 Following

read more
Joined 12 July 2019


read more
Joined 12 July 2019
19 OCT 2022 AT 18:08

Meri fitrat me nhi takleef byan krna ,
Tere wajood ka hissa hun to mahsoos
Kar takleef meri

-


25 MAY 2022 AT 14:52

अब आगे सफ़र जो भी हो,
बस तुम हमसफ़र रहना

-


24 MAY 2022 AT 22:52

Kaat kar zubaan meri wo zalim kah raha hai ,
Ab tmhe ijazat hai hal e dil sunane ki ....!!!

-


1 APR 2021 AT 11:55

Halaton Ne to harna lazim kar diya tha mujhper,
Mai zinda hoon ab tak to uski wajah aap ho baba.
Zindagi ne mujhe bht mushkilen dikhai hai,
Un mushkilon se ladne ki Himmat bhi to aapne delayi hai baba.
Jin khwahishon ka kabhi maine zikar bhi na kiya,
Un khwahishon ko pura apne kiya hai baba,
Mere bure waqt me sab pareshan the mujhse,
Uss bure waqt me mere sth aap khade the baba.
Ab jo bada hua to sochta hun ke kon meri ghaltiyon ko chhupaiga , kon mujhe bazar ghumaiga , jab mai koi khata krun to baith kar samjhaiga to aapka khayal sabse pahle mere zehen me aaya hai baba....

-


31 MAR 2021 AT 13:48

Har jagah apka sahara paya mamma ,
Har jagah aap hi ko sath paya mamma,
Bohoton me bada bhatkaya mujhe ,lekin hamesha sahi raah apne dikhaya mamma........

-


31 MAR 2021 AT 13:36

Umar badhne ki bajaye ghat hi jati to kya baat thi,
Zindagi maa ki god me kat jati to kya baat thi..

-


30 SEP 2020 AT 11:48

Zara si baat pr na chhod kisi apne ka daman,
Zindagi beet jati h kisi ko apna bnane me....

-


17 SEP 2020 AT 23:22

Wo mukhatib bhi hn or qarib bhi ab isi kashmakash me mai hun unko dekhun ya unse baat krun...

-


25 AUG 2020 AT 16:30

Ehsaas -e- karbala Tujhe bhi ho jaiga Ek din,.........
Tanha kisi Azeez ki Mayyat utha ke Dekh.......

-


23 AUG 2020 AT 17:39

Wo ab paani ko tarsenge,
Jo Ganga chhod aaye hai.n...
Hare jhande ke chakkar mai,
Tiranga chhod aaye hai.n....

-


Fetching Syed Yaseen Quotes