In a world, where people
prior their outer looks
let's strive hard to
beautify aur inner selves-
These are just a reminder for myself....
Everything around me was tore apart and burned
but little do they understand that
My heart is still filled with taqwa and imaa'n-
یہ فحاشی تصور تو مغرب سے سیکھا ہو گا تم نے
مگر قوم- اے- لوت کا حشر یاد رکھنا!!..
Yeh Fahashi tasawwur toh maghrib se seekha hoga tumnein ..
Magar Qaum-e-Lut Ka Hashar Yaad Rakhna !!...-
Bas farq soch ka hai janab !
Koi mohabbat mein sharabi..
toh koi tahajjud guzar ban jata hai..-
جنہیں مظلوم امت کے حالات نہ جگا سکیں۔
انہیں چند دنوں کی محبت ساری رات جگاتی ہے۔
Jinhein mazloom ummat ke halaat na jaga sakein...
Unhein chnd dinoon ki mohabbat sari raat jagati hai..-
Inhone rakha hai dil mein sirf dar khuda ka..
Tabhi toh darte nahi kisi orse bilad-al- shaam waale..-
Dilon ko Taskeen hai Hasil,
issi Mazloom Halat se..
Warna !!
Firaun jaisi Saltanatein Miljane se ,
Insaan Kamiyab nahi hojata..-
Chahe tum Jala kar Khaak Kardo meri bastiyaan....
Mitaa nahi paoge imaan mera .,!!-
Yeh Dunya Aisi hi hai Raah geer..
Yaha loog aksar mazloom ko hi zalim smjhtein hai..-
Yaha maghrib ka kya Rona..
Jab Ahl- e -Arab hi dhokebaaz niklein...-