Likh rha tha teri khamoshi ko main tanha akela
Yunhi adheri rat ko maine ujala nhi dekha-
Jab tak rahegi ye duniya khamosi ki
Yazeediyat ki tadat badhti Rahegi
-
Aise Harkat karnewale, Teri Maa Bhi Roti Hogi
Shareer me tere bhi, Aatma Hoti Hogi
Kabhi Socha nhi Apne Maa, Bahen aur Beti ko
Tere Ghar me bhi Asifa jaisi Bachi Hoti hogi-
Zamane ko kya btaun mera naseeb kya hai
Seene me dil hai, Dil me Husain(s. a) Ibne Ali Hai-
Sab taher jata hai, yu husan mat nikhara kro
Sukun tadapta hua awaze deta hai
Kehti hain ye fiza ki hawain ruk ruk kar
Zamana tehar jata hai, deedar ke liye
-
Love is next to the word like shadow,
It chases you, until the body remains are there.-
Person comes at the top of ladder
If he has seen failure many a times
-
Zindagi ki Ravani chalti rahegi,
Khaak ho jayega sab, ye sochte sochte
-
Bebasi ka ye Alam, tanha mai akela hun
Chodh di sari khudai, tanha mai akela hun
Bujh gayi shamma, hawa ke jhoko se
Kehta hai kaun mujhse, tanha mai akela hun
-
Dhund rha tha khawab me jannat ki galiyon ko,
Ankhen khuli to Maa ki godh me nazar aya
------SGA-