syed ali   (SYeD @Li)
0 Followers · 3 Following

read more
Joined 22 January 2019


read more
Joined 22 January 2019
20 MAR 2022 AT 23:49

maine kuch din maut se ladd kar bhi dekha
tujhko jub badal na saka khud ko badal liya
korey kaagaz ki tarah dil ko kar liya
or takleef pe parda karna seekh liya


-


20 MAR 2022 AT 23:45

faaslo or yaado ki kya ginnti karun
dastak aye dil tumko bata hi deti hogi
ishq hai sahab ye koi marrz nahi
zindagi saath mai ya yaad mai
bita hi deti hogi

-


20 MAR 2022 AT 23:40

maine ab khud se ladna chorr diya
daman khuda se jod liya hai
ab tujhse koi shikayat hi nahi
sawal ka sillsila ab ussey 👆🏻jod liya hai

-


2 MAR 2022 AT 23:52

dua thi wo meri harr pal ki
aaj usko maangna chorr diya

khushiyaan uski gum merey
hassna muskuranq chorr diya



-


2 MAR 2022 AT 23:40

siskiyaan sunn k bhi koi aata nahi
maine kya bigada h jo ye DARDDD
jata nahi ..

accha waqt kya sahi mai hota hai
HOTAAA hai tou merey paas aata
kyu nahiiii ..


-


2 MAR 2022 AT 23:36

takleefo ka kafila saath chalta hai
khushiyo ki barish hoti nahi
jisko chaha wo mila nahi
apna koi h nai or maut aati nahi ..

-


2 MAR 2022 AT 23:33

bohot lamba rasta h is zindagi ka
or chalna ab akele hai ..

unko unki khushiyaan mubarak
andhera or ye dil ab akela hai .


-


2 MAR 2022 AT 23:29

dard ki koi pehchaan nai hoti
kuch ko natak lagta h
kuch ko lagta h k issey faida kya
per agar dil se dil ko padho
tub samajh aata h k aasu nikal
aakh se rahe h perdil roo raha h



-


3 DEC 2021 AT 23:12

shikaayat tujhse kya karu
kya pata tu kub badal jayega

ibadat karta hu uss ALLAH ki
jo chahunga wo hi dilayega ..

-


2 MAY 2021 AT 21:58

allah subki hifazat farmaa , subko ab khushiyaan den , subko unki takleefo se shifa den , aye allah bus kar apney gussey ko hum innsani kom pe se , yaa allah iss ramzaan subke gunaho ko maaf farma , aye allah apni rehmat se humko nawaz den aap .

AMEEN

-


Fetching syed ali Quotes