Swati Jain   (Swatyjain)
323 Followers · 736 Following

Joined 28 February 2020


Joined 28 February 2020
8 MAR 2022 AT 10:07

Vo beti bhi hai ,vo behan bhi
Vo maa bhi hai ,to patni bhi
Har role vo apna nibhati i hai,
Per jab baat uski aan per aati hai,
To Durga ban kar , vo dikhlati hai
Vraksh maata bankar , vraksho ko janm de jati hai
Acid victim hokar bhi, misal uski di jati hai
MBA karke bhi ,sarpanch vo kehelati hai
Apne Gyan se vo duniya sushobhit kar jati hai
Sondarya ki Murat hi nahi vo Shakti bhi kahalati hai.
Desh duniya Mai naam kar vo Chand per bhi jaati hai.
Sena see Judi agar vo ,to tiranga jarur feherati hai,
balidaan deke prano ka vo nisha apne chode jati hai
Terreca sa komal raday rakh ,manavta ko bachati hai.
Adyatma ka Sagar ban ,vo sister Shivani kehelati hai.
Umr ki Kya baat kare,har ginti peche chut jati hai jab 106 yrs ki 'masta namma’ ‘celebrity cook’ ban jati hai
Pariyo ki kahani nahi ab yog vo sikhati hai
Dadi yogini hokar vo logo ko swasthaya banati hai
Nehewal ho ya Mirza desh ko jita hi lati hai,
Mericom ya phogat bankar dth8ool bhi chatati hai.
Ek ek ki Kya baat kare, har nari hi sakti hai,
Khud Mai gar vishwas rakhe to har Jung Jeet vo sakti hai.

-


8 MAR 2022 AT 9:19

Vo beti bhi hai ,vo behan bhi
Vo maa bhi hai ,to patni bhi
Har role vo apna nibhati i hai,Per jab baat uski aan per aati hai,
To Durga ban kar , vo dikhlati hai
Vraksh maata bankar , vraksho ko janm de jati hai
Acid victim hokar bhi, misal uski di jati hai
MBA karke bhi ,sarpanch vo kehelati hai
Apne Gyan se vo duniya sushobhit kar jati hai
Sondarya ki Murat hi nahi vo Shakti bhi kahalati hai.
Desh duniya Mai naam kar vo Chand per bhi jaati hai.
Sena see Judi agar vo ,to tiranga jarur feherati hai,
balidaan deke prano ka vo nisha apne chode jati hai
Terreca sa komal raday rakh ,manavta ko bachati hai.
Adyatma ka Sagar ban ,vo sister Shivani kehelati hai.
Umr ki Kya baat kare,har ginti peche chut jati hai jab 106 yrs ki 'masta namma’ ‘celebrity cook’ ban jati hai
Pariyo ki kahani nahi ab yog vo sikhati hai
Dadi yogini hokar vo logo ko swasthaya banati hai
Nehewal ho ya Mirza desh ko jita hi lati hai,
Mericom ya phogat bankar dthool bhi chatati hai.
Ek ek ki Kya baat kare, har nari hi sakti hai,
Khud Mai gar vishwas rakhe to har Jung Jeet vo sakti hai.

-


8 MAR 2022 AT 9:04

Vo beti bhi hai ,vo behan bhi
Vo maa bhi hai ,to patni bhi
Har role vo apna nibhati i hai,
Per jab baat uski aan per aati hai,
To Durga ban kar , vo dikhlati hai
Vraksh maata bankar , vraksho ko janm de jati hai
Acid victim hokar bhi, misal uski di jati hai
MBA karke bhi ,sarpanch vo kehelati hai
Apne Gyan se vo duniya sushobhit kar jati hai
Sondarya ki Murat hi nahi vo Shakti bhi kahalati hai.
Desh duniya Mai naam kar vo Chand per bhi jaati hai.
Sena see Judi agar vo ,to tiranga jarur feherati hai,
balidaan deke prano ka vo nisha apne chode jati hai
Terreca sa komal raday rakh ,manavta ko bachati hai.
Adyatma ka Sagar ban ,vo sister Shivani kehelati hai.
Umr ki Kya baat kare,
har ginti peche chut jati hai jab 106 yrs ki 'masta namma’ ‘celebrity cook’
ban jati hai
Pariyo ki kahani nahi ab yog vo sikhati hai
Dadi yogini hokar vo logo ko swasthaya banati hai
Nehewal ho ya Mirza desh ko jita hi lati hai,
Mericom ya phogat bankar dthool bhi chatati hai.
Ek ek ki Kya baat kare, har nari hi sakti hai,
Khud Mai gar vishwas rakhe to har Jung Jeet vo sakti hai.

-


27 FEB 2022 AT 20:13

dard hi sahi, tune diya,
Per usko bhi,
Saraha hai humne,
Jine ka wahi to maksad hai,
Yahi soch ke,
dil se lagaya hai humne.

-


21 FEB 2022 AT 21:17

क्या जीना छोड़ दें,
सपनों को अपने,
बस यूंही तोड़ दें?

-


16 FEB 2022 AT 13:20

... are blank,
they utter
the unwritten words,
when touched by
a pain filled heart.— % &

-


16 FEB 2022 AT 13:07

कि हम भी बह गये,
न रूका दिल,
न हम भी कुछ कह सके।— % &

-


14 FEB 2022 AT 21:54

एक तुझसे मुहब्बत, एक तेरा ख्याल ही,
हर दफा मुझे आया है,
रहना सदा मेरे ख्यालों के करीब,
तूने ही तो मेरे शब्दों को गुलज़ार बनाया है।



— % &

-


11 FEB 2022 AT 13:23

Kuch meetha se hai,
teri yaado ka aehesas,
Juda hokar bhi,
rehe jata hai tera swad.— % &

-


25 JUL 2020 AT 23:01

Vo बातों ka karwa, kuch थम sa gaya hai.
Meri तनहाईयों ka lamha, kuch bad sa gaya hai.
Vo muskaan ab chehere per, nahi hai aati,
Jo kabi mere chere se, nahi thi jati.
Gum kaha ho gaye tum, samjh na sake hum,
ढूंढते hai tumko ab khamoshiyo mai hum.

-


Fetching Swati Jain Quotes