Kuch jada bol jau iss saam toh kafha maat hona
Beshak Daffa hona meri zindagi se magar kabhi bewfa maat hona-
๐ฯ 15th August๐ช
Raste badlu ya khud ko jara ye batana
Kisse maa ke sunau ya tere jara ye batana
Mene khele he dono ke ghodh me
Befwa tujhe or wafa maa ko batau jara ye batana-
Apno ne hi dusmano ko hathiyar diye he
Warna dusmano ko kya pata tha ki hamari nazare kamzor hee-
Nashili akhe hoti meri
Tujhe bhi nasha hota pyar ka
Yun bhikh na thukrai hoti
Agar rista hota sache pyar ka-
Irada apna thik batati hee voo
Mujhe lagta tha kuch kehna chati hee voo
Zakhm dekar zakhm ka haal puchna chahti he voo
Isliye mujhe lagta he majbur hee yaa majburi ka fayeda uthana chahti he voo
Mujse puchti thi kese ho app Or mere muh se thik hu sunna chahti he voo-
Me usse hak se gale lagana chahta hu
Me usse fir se apna banna chahta hu
Chand siktaro ke sapne dekti he vo
Me usse mere dil ke haal batana chahta huu-
Jesa tune kiya vesa me bhi karu fir bhi nibhaogi kya
Nazar me mujhe fir se chipaogi kya
Intezar kar bhi lu tera uske diye hue nishan ko bhul paogi kya-
Jhuthe kisse sunate hue hamare jawan apke bhi ladkhayi hogi apki
Dil toh roya hoga apka bhi magar muskurakar chupai hogi
-